Raj Khicher (D INNOCENT GUY) Designs Only 4 WWW.MERADESH.TK [ MERADESH - MERI JAAN]
  Love Shayari
 
Orkut comments

"चांद हमारे आंगन में निकला,
सितारों को गवारा ना हुआ,
सितारों से क्‍या गिला करें जब,
चांद ही हमारा ना हुआ "

*************************************************
वो चांद है मगर तुमसे प्‍यारा तो नहीं,
परवाने का शमां के बिन गुजारा तो नहीं ,
हमारे दिल ने सुनी है एक मिठी सी आवाज,
कहीं आपने हमें पुकारा ता नहीं I "

****************************************************
"सपनों में आने वाले तेरा शुक्रिया,
दिल को बहलाने वाले तेरा शुक्रिया,
कौन चाहता है इस जमाने में इतना किसी को,
हमें अपना बनाने वाले तेरा शुक्रिया
"

**************************************************

"HUMSE DOOR JAOGE KAISE,
DILSE HUME BHULAOGE KAISE,
HUMTO WOH KHUSBU HAI JOH SASO ME BASTE HAI,
                              KHUD KI SAASO KO ROK PAOGW KAISE."

********************************************
Life ends when you stop dreaming,
hope ends when you stop believing and
love ends when you stop caring.
So dream hope and
love...Makes Life Beautiful
Life ends when you stop dreaming,
hope ends when you stop believing and
love ends when you stop caring.
So dream hope and
love...Makes Life Beautiful" 

******************************************

"Ajab shaam kah rahi hai kahin se aa jao
Bari udaas ghari hai kahin se aa jao
Kisi se milna aur mil kar bicchurr jana
Saza yeh itni bari hai kahin se aa jao 
Bada kathin hai ye hijar ka mausam
Judai bol pari hai kahin se aa jao       
Zamana jise samjhta hai motiyon ki chamak
Woh aansuon ki lari hai kahin se aa jao" 

*******************************************

"Kaise kahoon ke apna bana lo mujhe
Bahon mein apni samaa lo mujhe
 Bin tumhare aik pal bhi ab kat-ta nahin
Tum aa kar mujhi se chura lo mujhe
Zindagi to woh hai sang tumhare jo guzre
Duniya ke ghamon se ab chhura lo mujhe
Meri sab se gehri khuwahish ho puri
Tum agar pass apne bula lo mujhe
Yeh kaisa nasha hai jo behkaa raha hai
Tumhara hoon main to sambhalo mujhe
 Najanay phir kaise guzre gi zindagani
agar apne dil se kabhi tum nikalo mujhe
"

*********************************************************
"Ashk beh jaate hain aksar sabhi ki aankhon se,
Main to un ki yaad mein ashkon mein beh gya.
Dost bhi badal gaye ab tere jaane ke baad,
Bas akela main tanhayon ke saath reh gya.
Tere aane ka intezaar ab bhi hai in aankhon ko,
Woh tera hasna tasveer ban kar hi reh gya.
Diya baadlon ne mera saath ta-umar yun hi,
Kabhi roya baras ke to kabhi garaj ke kuch keh gya.
Ashk beh jaate hain aksar sabhi ki aankhon se,
Main to un ki yaad mein ashkon mein beh gya."

**********************************************

Jab bhi aati h khayalon main tumhari aankhen,
Bheeg jati hain kisi ghum se hamari aankhen.
Dhal gai shaam andehre ne tani phir se apni chadar,
So gaien thak ke tere hijjar ki maari aankhen.
Tum mere pass nahi phir bhi tumhara chehra,
Sochti rehti hain yeh dard ki maari aankhen.
Silsila toot bhi sakta tha barsaat ka kabhi,
Hum isi aas pe aankhon ko khula rakhte hain,

Thaam leti mere ashkon ko tumhari aankhe
Laut aain na kisi rooz tumhari aankhen.
Gaate gaate hamain ik shakhs ki yaad aati hai,
Bheeeg jaati hain ser-e-bazam hamari aankhen.
Jaane kya baat hai kyon dekhti rehti hain,
Meri aankhon ki taraf  shehar ki saari aankhen.

*******************************************************************

Dur nigahonse baar baar jaya na karo,
Dilko is kadar tadpaya na karo,
Tum bin 1 pal bhi ji na sakenge hum,
Ye ehsaas baar baar dilaya na karo.

 
                                                    *************************************************************
Gam jo unka hum apnaye baithe hain,
Paas to aaye magar dur woh baithe hain,
Nazron se nazar milaaye to ho baatein,
Magar afsos woh sar jhuakaye baithe hain.

*********************************************************

Sitaron ki bheed se churaya hai aapko…
Dil se apna humne bnya hai aapko…
Is dil ko tutne na dena aap kabi…
Isi dil k kone mein kahi chupaya hai aapko……
.

***********************************************************
Tumhein Dil Mein Basaaye Rakhta Hun,
Aur Duniya Ko Bhulaaye Rakhta Hun,
Tumhein Meri Nazar Na Lag Jaaye Isi Liye,
Hamesha Apni Nazar Jhukaaye Rakhta Hun
**************************************************************

Back To Home
 
  Today Visits: 19934 visitorsOn www.meradesh.tk  
 
This website was created for free with Own-Free-Website.com. Would you also like to have your own website?
Sign up for free